Bihar Board 10th Result 2020 Release Date:-
Hello Friends,
Yadi aap Bihar School Examination Board (BSEB) ke Class 10th ke Exam me shamil huye hain aur ab apna Result check karna chahte hain to aap is post ki madad se online check kar sakte hain. Kyonki is page me aap sabhi ko Bihar School Examination Board Class 10th Result online downlaod karne ke liye puri jankari diya ja raha hai. Jise aap iske officialy publish hone ke baad download kar sakte hain.
Aap sabhi ko bata den ki Bihar Board Class 10th ka Result 2020 iske officialy 26 May 2020 tak jaari kar diya jayega. Aise to aap sabhi jante hi honge ki Bihar Board 10th ke Exam 17 February 2020 se lekar 24 February 2020 tak liya gya tha. Jisme kul milakar 16.2 Lakh se kuchh jyada hi Students bhag liye the, Jo ab apne Result ka intejaar kar rahe hain. To un sabhi ko is post ke madhyam se inform kiya ja raha hai ki iska Result 22 May 2020 ko officialy publish kiya jayega. Jise online download karne ke liye is post me link update kar diya jayega.
»BSEB Matric 10th Result 2020
Aapko bata den ki Bihar School Examination Board ne Class 10th ka Exam safltapurvak aayojit kiya hai. To aapko ek news paper ke anusar bataya ja raha hai ki Class 10th ka March 2020 se Exam papers ki janch start kar diya jayega. Jiske baad Board Authority ne ise pura clear karke iske official site par Result ki ghosna karega. Kyonki Exam dene ke baad sabhi Students apne agle Class me Admission lene ke liye wait kar rahe hote hain.
https://www.seesarkariresult.com/bihar-board-10th-result-2020/
Aur Pichle saal 2019 me kul Pass Percentage 80.73 tha, Jo Bihar ke liye ek naya Record tha. Pichle saal lagbhag 13.2 Lakh Students Passed the. Isliye ham aapko yaha batana chahte hai ki Bihar Board 10th Result 2020 ko lekar Patience banaye rakhe bahut jald hi BSEB ke dwara Result jari kar diya jayega.
»Bihar Board Matric Result Date 2020
Aur baat karen pichle saal ki to Class 10th ka Result iske official site par April ke 1st week me jaari kar diya gya tha. To is saal bhi isi date ke anusar Matric Class 10th ka Result declare kiya jayega. Isliye ham kah sakte hain ki Bihar Board 10th Examination ke 1 mahine bad hi Result Online apne official site par jaari karta hai. Jise aap Roll Number aur Roll Code ke jariye apna Result check kar sakte hain. Aur iske original Mark Sheet ko apne School se prapt kar sakte hain.
Board Name | Bihar School Examination Board (BSEB) |
Examination Name | 10th Matric |
Exam Date | 17th to 24th February 2020 |
Result Declare Date | 26 May 2020 |
Result Mode | Online |
Status | Released Soon |
Official Website | www.bsebresult.online |
»How To Download Bihar Board 10th Result 2020?
Aap sabhi ko BSEB ke official site se online Result download karne ke liye yaha par step by step tarika bataya jar raha hai jise follow karke aap apna Result kafi aasani se download kar sakte hain. Aur iska direct link niche provide karaya gya hai.
https://www.seesarkariresult.com/bihar-board-12th-result-2020/
- Aap sabse pahle iske Official site bsebresult.online par visit karen.
- Yaha par ek naya Page open ho jayega.
- Ab aap iske home page par diye gye BSEB Matric Result 2020 ke Link par Click kare.
- Iske bad aap apne Roll No. & Roll Code diye gaye blancks me bhare.
- Uske bad aap Get Result ke Button par Click kare.
- Aapka Result aapke screen par show ho jayega.
- Ab apna Result ko yaha se check karen aur download karke ek print kar len.
OFFICIAL WEBSITE bsebinteredu.in DOWNLOAD RESULT bsebssresult.com/bseb https://www.seesarkariresult.com/bihar-board-result-2020-bseb-result-2020/
»Details in Bihar Board 10th Class Result 2020
Bihar Board Class 10th Result online download karne ke baad aap apne Mark Sheet ko ek baar check kar len taki usme koyi error to nahi hai. Jiske liye aapko niche ke table me bataya gya hai ki aap kin details ko check kar sakte hain.
- Student Name
- Roll Number
- Roll Code
- Class
- Father Name
- Marks obtained in each subject
- Total Marks
- Result Status (Pass/Fail)
»BSEB 10th Grace Mark Norms
Agar koyi Students kisi Subject me pass nahi kar pate hain hain unhe Grace Marks ki madad se pass kiya ja sakta hai. Aur iske baad bhi apne Marks ko clear nahi kar pate hain to Board ke dwara ek chance diya jata hai. Jo ki Result jaari karne ke baad Compartment Exam ke liye date jaari karta hai. Jisme aap Exam dekar pass kar sakte hain.
- Yadi koi Student 1 subject me Fail ho raha hai, Lekin 8% Marks se adhik nahi hai. To be passed kar diye jayenge Grace Marks ki madad se.
- Yadi koi Student 2 Subject Fail ho raha hai, Lekin pratyek Subject me 4% se Marks adhik nahi hai. Grace Marks ki madad se ve Passed ho sakte hai.
- Yadi koi Students 75% Marks lata hai, Lekin ek Subject me 10% Marks se adhik nahi hai, To ve Grace Marks se pass ho sakte hai.
!Thank You
Note:- If you want to do 1 hours part time job then fill the form given below, then I will contact you.
Form Link:–Click Here