PM Kisan Samman Nidhi Yojna New List 2020
PM Kisan Samman Nidhi Yojna New List 2020: Bharat ke jitne bhi Kisan jo Pradhanmantri Kisan Samman Nidhi Yojna ke liye Online Registration kar chuke hain wo apna Naam ab Labharthi List me online dekh sakte hain.
Bata den ki Pradhan Mantri Kisan Samman Nidhi Scheme ke liye Registration karne bale Labharthi ka List online jaari kar di gyi hai aap ise check kar sakte hain, Aur is Kisan Samman Nidhi Yojna ka labh prapt kar sakte hain.
Agar aapne bhi PM Kisan Samman Nidhi Yojna ke liye Online Register karbaya hai, To is article me di gyi jankari ke anusar Sarkar dwara jaari kiye gye Beneficiary List me apna Naam Online check kar payenge, Kyonki iske official portal ka link niche provide karaya gya hai.
PM Kisan Samman Nidhi Scheme
Aapko malum hona chahiye ki Pradhanmantri Samman Nidhi Schemes ke tahat Bharat ke 14 Crore Kisan labh utha sakte hain, Lekin abhi tak sirf 12 Crore Kisan Parivaro hi ko is Yojna ka labh pradan karaya gya hai. To jitne bhi Kisan Parivar ko PM Kisan Samman Nidhi Yojna ka labh mil chuka hain wo iske official website par jakar apna Payment Status ko online check kar sakte hain.
Ab aapko bata den ki Pradhanmantri Kisan Samman Nidhi Scheme ke jariye Sarkar ke dwara Bharat ke sabhi Kisano ko har Saal 6000 Rupaye ki Rashi unke Bank Account me pradan ki jayegi, Jo har 4 Mahine par 2000 Rupaye karke 3 Kisto me transfer kiya jayega. Jo abhi tak bahut se Kisano ko mil chuka hai.
Lekin abhi tak kitne Kisan Parivar ko is Yojna ka labh nahi mila hai, To is post ke madhyam se suchit kiya ja raha hai ki yadi aap PM Kisan Samman Nidhi Yojna ke liye Register kiye hain aur is Yojna ka labh abhi tak nahi mila hai. To aap is post me diye gye official link se apna Name jaari kiye gye List me check kar sakte hain.
Pradhan Mantri Kisan Samman Nidhi Yojna List 2020
Aap sabhi ko bata den ki PM Kisan Samman Nidhi Yojna ke antargat Bharat Sarkar dwara sabhi Kisano ke Bank Account me Rs. 6000 Rupaye tin Kisto me bheja jayega. To jo bhi Kisan PM Kisan Samman Nidhi Yojna ke liye Online Registration kar chuke hain wo apna Mobile Number, Aadhar Number Aur Bank Account Number ke madhyam se apna Payment Status ki janch kar sakte hain.
Lekin is se pahle aapko apna Naam List me check karna hoga, ki Jaari kiye gye List me aapka Naam hai ya nahi, Jo ki is page me hamne PM Kisan Samman Nidhi Yojna ka New List 2020 Online Check karne ke liye iske official link niche provide karaya hai.
PM Kisan Beneficiary List 2020
Jitne Kisan apni PM Kisan Samman Nidhi Beneficiary List online check karne ke liye wait kar rahe hain wo ab official website www.pmkisn.gov.in par jakar check kar sakte hain. Aur is website ke madhyam se apna Application aur Payment Status ko bhi check kar sakte hain, Jiske liye niche aasan method bhi batlaya gya hai.
Aur ek baat jan len ki sirf bahi Kisan is Scheme ka labh utha sakte hain jinka Beneficiary List me naam hai. Register karne bale Kisan Bank Account me Found Transfer karne ke baad apna Payment Status bhi is website par jakar dekh sakte hain. Jaari kiye gye PM Kisan Samman Nidhi Yojna List 2020 me kai State ke Kisano ka naam Beneficiary List me aa chuka hai, Baki bache State ke Kisano ka name list bahut jald update kiya jayega.
How To Check PM Kisan Yojana Beneficiary List 2020?
PM Kisan Samman Nidhi Scheme New List iske official portal se online check karne ke liye niche step by step tarika batlaya gya hai.
- Aap niche diye gye link se iske official website par visit karen.
- Iske home page se Farmer Corners ki link ko khoje.
- Ab aap us link par click karne ke baad Beneficiary List ke link par click karen.
- Iske baad aap Report Button par click karen.
- Aapka Beneficiary List aapke screen par show ho jayega.
- Aap isme apna naam ab check kar sakte hain.
PM Kisan Samman Nidhi Yojna 2020 – Overview
PM Kisan Samman Nidhi Scheme 4th Beneficiary List
Name of Scheme | PM Kisan Samman Nidhi Yojana |
Launched by | Piyush Goyal (Interim Finance Minister) |
Announcement Date | 1st February |
Last Date to Registration | 28th February 2020 |
Implementation | Activated |
Benefits | Rs 6000/- (get in 3 Installments of 2000 each) |
Selected Farmers | 12 Crore |
Official Website | pmkisan.nic.in |
Pradhanmantri Kisan Samman Nidhi Scheme ka 4th Beneficiary List bhi iske official portal par jaari kar diya gya hai, Jo Kisan is Beneficiary List ko check karna chahte hain. To apna Aadhar Number, Mobile Number, Bank Account Number ke jariye online check kar sakte hain, Jiske direct link upar table me uplabdh karaya gya hai.
Aur Central Government dwara PM Samman Kisan Nidhi Mobile App bhi Launch kiya gya hai jise aap apne Mobile phone ke Google Pay Store me jakar online download kar sakte hain. Aap Mobile App ka upyog karke PM Kisan Scheme Beneficiary List 2020 ko apne Phone me bhi online check kar sakte hain.
Important Link:
- PM Kisan Samman Nidhi App Download:- Go Here
Beneficiary Status | Click here |
Beneficiary List | Click here |
4th Beneficiary List | Click here |
Official Website | Website |